Nashe Mein Hum Nashe Mein Tum Lyrics
"Nashe Mein Hum Nashe Mein Tum" lyrics from Black Cat sung by mohammed rafi, suman kalyanpur and music directed by datta naik and composed by datta naik and lyrics written by jan nisar akhtar
Nashe Mein Hum Nashe Mein Tum Lyrics
Nashe mein hum nashe mein tum
Nashe mein hum nashe mein tum
Kya khabar dil kidhar ho gaya hai gum
Nashe mein hum nashe mein tum
Nashe mein hum nashe mein tum
Kya khabar dil kidhar ho gaya hai gum
Nashe mein hum
Nazar nazar hasin hai tapak raha hai ras
Jo ek dil gaya to kya tumhe milege das
Nazar nazar hasin hai tapak raha hai ras
Jo ek dil gaya to kya tumhe milege das
Kya khabar dil kidhar ho gaya hai gum
Nashe mein hum nashe mein tum
Nashe mein hum nashe mein tum
Kya khabar dil kidhar ho gaya hai gum
Nashe mein hum
Tumhara dil are kahi latak gaya na ho
Jawan tha idhar udhar bhatak gaya na ho
Tumhara dil are kahi latak gaya na ho
Jawan tha idhar udhar bhatak gaya na ho
Kya khabar dil kidhar ho gaya hai gum
Nashe mein hum nashe mein tum
Nashe mein hum nashe mein tum
Kya khabar dil kidhar ho gaya hai gum
Nashe mein hum
Hamara kya jo tum kaho wo baat maan le
Khafa na ho to apana dil tumhi ko jaan le
Hamara kya jo tum kaho wo baat maan le
Khafa na ho to apana dil tumhi ko jaan le
Kya khabar dil kidhar ho gaya hai gum
Nashe mein hum nashe mein tum
Nashe mein hum nashe mein tum
Kya khabar dil kidhar ho gaya hai gum
Nashe mein hum nashe mein tum
Nashe mein hum nashe mein tum
Kya khabar dil kidhar ho gaya hai gum
Nashe mein hum.
More songs lyrics from Black Cat.