Namakool Namakool Lyrics

"Namakool Namakool" lyrics from Dhol sung by kunal ganjawala, shaan and music directed by gopi sunder, pritam chakraborty and composed by gopi sunder, pritam chakraborty and lyrics written by ashish pandit

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Namakool Namakool Lyrics


Kyun kisika kehna maane hum deewaane hain
Jamke yaaron zindagi ke din bitaane hain
Jamke yaaron zindagi ke din bitaane hain

Jile, gaale, mere sang tu dhol bajaale
Hasake tu bhi duniya ki band bajaale
Duniya hamein kehati rahein naamaakool
Naamaakool, naamaakool,
We are cool cool cool naamaakool
Naamaakool, naamaakool,
We are cool cool cool naamaakool

Chaar din hai mile jindagaani ke
Usape bhi do bache din jawaani ke
Chaar din hai mile jindagaani ke
Usape bhi do bache din jawaani ke
Kitna samay hamane kiya yuun hi fizul
Naamaakool, naamaakool,
We are cool cool cool naamaakool
Naamaakool, naamaakool,
We are cool cool cool naamaakool

Aag se khelna hamne sikha hai
Har kisi se juda yeh tarika hai
Oh yehh ya ya
Aag se khelna hamne sikha hai
Har kisi se juda yeh tarika hai
Duniya ki abb rasmein nahi hamein kubul
Naamaakool, naamaakool
We are cool cool cool naamaakool
Naamaakool, naamaakool
We are cool cool cool naamaakool

Kyun kisika kehna maane hum deewaane hain
Jamke yaaron jindagi ke din bitaane hain
Jile, gaale, mere sang tu dhol bajaale
Hasake tu bhi duniya ki band bajaale
Duniya hamein kehati rahein naamaakool
Naamaakool, naamaakool,
We are cool cool cool naamaakool
Naamaakool, naamaakool,
We are cool cool cool naamaakool.

More songs lyrics from Dhol.