Namak Tere Chehre Ka Lyrics

"Namak Tere Chehre Ka" lyrics from Rupaye Dus Karod sung by alka yagnik, shabbir kumar and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Namak Tere Chehre Ka Lyrics


Ho soniye ruk ja ni
O rabba le gaya ni
Haye meri jaan
Namak tere chehre ka
O rabba le gaya ni
Haye meri jaan
Namak tere chehre ka
Neeyat kar de beiman
Namak tere chehre ka
O zara bachna hain
Zahar saman
Namak mere chehre ka
O zara bachna hain
Zahar saman
Namak mere chehre ka
Le jayega ye shamsan
Namak mere namak mere
Namak mere chehre ka
O rabba le gaya ni
Haye meri jaan
Namak tere chehre ka
O zara bachna hain
Zahar saman
Namak mere chehre ka

Solah ke baad ki ye
Rani umar kayamat hain
Kya karu kaise bachu
Pichhe padi ye aafat hain
Solah ke baad ki ye
Rani umar kayamat hain
Kya karu kaise bachu
Pichhe padi ye aafat hain
Aa meri baaho mein aa
Sikha du tujhe pyar karna
Satrah ka kare elaan
Namak tere namak tere
Namak tere chehre ka
O zara bachna hain
Zahar saman
Namak mere chehre ka
O rabba le gaya ni
Haye meri jaan
Namak tere chehre ka

Chhuna nahi chhuna mujhe
Ladki nahi main aawara
O deewani ye jawani
Jakar na aaye dobara
Chuna nahi chu na mujhe
Ladki nahi main aawara
O deewani ye jawani
Jakar na aaye dobara
Ja ja re ja sar na kha
Pyar mujhe nahin karna
Sidhe karde saitan
Namak mere chehre ka
O rabba le gaya ni
Haye meri jaan

Namak tere chehre ka
Neeyat kar de beiman
Namak tere chehre ka
O zara bachna hain
Zahar saman
Namak mere chehre ka
Re zara bachna hain
Zahar saman
Namak mere chehre ka
Le jayega ye shamsan
Namak mere namak mere
Namak mere chehre ka
O rabba le gaya ni
Haye meri jaan
Namak tere chehre ka
O zara bachna hain
Zahar saman
Namak mere chehre ka.

More songs lyrics from Rupaye Dus Karod.