Nainon Ki Gaadi Chali Lyrics

"Nainon Ki Gaadi Chali" lyrics from Mome Ki Gudiya sung by asha bhosle and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Nainon Ki Gaadi Chali Lyrics


Bandhan tote na saawariya
Bandhan tote na saawariya
Raam kare piya
Teri umar mein
Lag jaye meri prit umariya
Bandhan tote na saawariya
Raam kare piya
Teri umar mein
Lag jaye meri prit umariya
Bandhan tote na

Lal basanti lal basanti
Neele kaare
Kachche jagat ke
Rang he sare
Meine to tere
Prem ke patte
Rang mein rang diye chunariya
Bandhan tote na saawariya
Bandhan tote na

Mira krishan ke
Mira krishan ke
Geet sunaye
Mera jiya piya
Tere gun gaye
Mira krishan ke
Prem pujaran
Apne piya ki mein bawariya
Bandhan tote na saawariya
Ram kare piya
Teri umar mein
Lag jaye meri prit umariya
Bandhan tote na.

More songs lyrics from Mome Ki Gudiya.