Nainan Main Barsat Lyrics

"Nainan Main Barsat" lyrics from Nandkishore sung by lata mangeshkar and music directed by snehal bhatkar and composed by snehal bhatkar and lyrics written by pandit narendra sharma

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Nainan Main Barsat Lyrics


Nainan mein barasat
Man mein kajal kali raat
Nainan mein barasat
Man mein kajal kali raat
Adhakar hi adhakar hai
Diwas rain ban jaat
Adhakar hi adhakar hai
Diwas rain ban jaat
Nainan mein barasat
Man mein kajal kali raat

Preet karu ya reet nibhau
Preet karu ya reet nibhau
Man ki sunu ya tan ki
Mati ki mala dekhu ya
Shobha man madhuban ki
Shobha man madhuban ki
Prano ka hasa vyakul hai
Birah saha nahi jat
Prano ka hasa vyakul hai
Birah saha nahi jat
Nainan mein barasat
Man mein kajal kali raat

Ek aur dekhege nate
Alakh dusari aur
Akhiya chandra chakor bani hai
Chanda nand kishore
Chanda nand kishore
Asuan mein zarte angare
Dukh nahi nain samat
Asuan mein zarte angare
Dukh nahi nain samat
Nainan mein barasat
Man mein kajal kali raat.

More songs lyrics from Nandkishore.