Naina Da Kya Kasoor Lyrics

"Naina Da Kya Kasoor" lyrics from Andhadhun sung by amit trivedi and music directed by amit trivedi and composed by amit trivedi and lyrics written by amit trivedi, jaideep sahni

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Naina Da Kya Kasoor Lyrics


Arey abhi abhi pyara sa chehra dikha hai
Jaane kya kahun uspe kya likha hai
Gehra samandar dil dooba jismein
Ghayal hua main uss pal se isme

Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Ae dil tu bata re…

Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Ae dil tu bata re…

Dil ko hazaron baandhe thhe dhaage
Par paaji nikla ye humse aage
Huaa kya hai
Huaa kya hai humko… haaye!

Itt pal ye daude
Utt pal ye bhaage
Honi ho jaaye tab naina jaage
Huaa ye hai
Huaa ye hai samjho…

Dil dil ke milte saanche aur khanche
Jo hai banaata upar se jaake
Batti hai na dhoop na kafur kafur
Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Ae dil tu bata re…

Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Naina da kya kasoor ve kasoor ve kasoor
Ae dil tu bata re…
Haaye haaye haaye…

More songs lyrics from Andhadhun.