Nain Se Nain Lyrics

"Nain Se Nain" lyrics from Tera Chehra sung by adnan sami and music directed by adnan sami and composed by adnan sami and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Nain Se Nain Lyrics


Nain se naino ko mila
Nain se naino ko mila
Nain se naino ko mila
Nain se naino ko mila
Kaiahe ko sataaye hai aa bhi aa
Nain se naino ko mila
Kaahe ko sataaye hai aa bhi aa
Nain se naino ko mila
Nain se naino ko mila

Dekh naa yu berukhi se
Aaj toh najar mila le
Hai kasam tujhe diwaani
Pyaar kaa koyi sila de
Jabase teri aankhe jhuki hain
Tabse meri saanse ruki hain
Chori chori khwabo me aa bhi jaa
Nain se naino ko mila
Nain se naino ko mila
Kaahe ko sataaye hai aa bhi aa
Nain se naino ko mila
Nain se naino ko mila

Kah rahi hai meri mohabbat
Thoda sa karar de de
Sirf yeh meri hai chaahat
Chain mujhako yaar de de
Har dhadkan gaane lagi
Hai banke nasha chhaane lagi hai
Dhire dhire baaho me aa bhi jaa
Nain se naino ko mila
Nain se naino ko mila
Kahe ko sataaye hai aa bhi aa
Nain se naino ko mila
Nain se naino ko mila aa.

More songs lyrics from Tera Chehra.