Nain Dwaar Se Man Mein Lyrics

Nain Dwaar Se Man Mein lyrics from Sawan sung by lata mangeshkar, mukesh chand mathur (mukesh) and music directed by hansraj behl and composed by hansraj behl and lyrics written by prem dhawan

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Nain Dwaar Se Man Mein Lyrics


Nain dwaar se mann mein
Woh aake tan mein aag lagaaye
Nain dwaar se mann mein
Woh aake tan mein aag lagaaye
Haay rasiya haay re
Koyee chhaliya chhal kiye jaaye,
Jiyara liye jaaye chain nahee aaye
Haay koyee chhaliya chhal
Nain dwaar se mann mein

Nain rasile chaand sa mukhada
Sundar rup suhaana
Par bedardee dard naa samajhe
Jaane bas tadapaana
Phir bhee mann tadapane wala
Mann ka mit kahaaye
Haay rasiya haay re

Jab woh aaye lekar aaye
Din mein chaand sitaare
Jab woh jaye lekar jaaye sab
Armaan hamaare
Haay rasiya haay re

Haay jee ik chhaliya,
Kaun tera rasiya jo dil liye jaaye
Haay jee ik chhaliya jo mann ko bhaaye
Jiyara liye jaaye, jiyara liye jaaye
Jiyara liye jaaye
Haay ree koyee chhaliya.

More songs lyrics from Sawan.