Nahin Nahin Jaunga Lyrics

"Nahin Nahin Jaunga" lyrics from Duniya Nachegi sung by kishore kumar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by majrooh sultanpuri, raja mehdi ali khan

Singer(s):

Nahin Nahin Jaunga Lyrics


Nahin nahin nahin jaunga
Nahin nahin nahin jaunga
Dharwajo se latak latak kar
Chokhat per sar patak patak kar
Dil ka daman jhatak jatak kar
Mar mar mar jaunga

Aashiq tere pyar ka
Main dildar hu ek dilwala
Kar dunga main hadtal
Nahintere baap se darne wala
Nahintere baap se darne wala
Mar junga kasam se pyar mein tere
Lad jaunga kasam se baap se tere
Kasam se lad jaunga
Lad jaunga lad jaunga
Mar junga kasam se pyar mein tere
Lad jaunga kasam se baap se tere
Kasam se lad jaunga
Lad jaunga lad jaunga

O meri jane jigar jara dekh idhar
Mere dil ki khabar sun le
Mai hu phul hu tere gajare ka
Sanam najare se mujhe chun le
Chun le chun le
Raho ko apni chhod ke
Raho mein meri aa
Duniya ke bandhan todd ke
Baaho mein meri aa
Jane jaan sun jara
Darde dil ki sada
Aa bhi ja aa bhi ja bewafa
Mar junga kasam se pyar mein tere
Lad jaunga kasam se baap se tere
Kasam se lad jaunga lad jaunga

Kahi aise na ho ulfat pe meri
Iljham jamana de
Khidki se kabhi sarma ke
Yuhi duniya se jara
Keh de, keh de, keh de
Ham pyar ke rahi hamari ek manjil
Do jism hai lekin hamara ek hi dil
Keh jara jane jaan
Khol dil ki juban
Keh jara keh jara bewafa
Mar junga kasam se pyar mein tere
Lad jaunga kasam se baap se tere
Kasam se lad jaunga lad jaunga.

More songs lyrics from Duniya Nachegi.