Nahin Lake Dega Chhalla Lyrics

"Nahin Lake Dega Chhalla" lyrics from Raat Ke Andhere Mein sung by kavita krishnamurthy and music directed by surender kohli and composed by surender kohli and lyrics written by narendra roshan

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Nahin Lake Dega Chhalla Lyrics


Nahin lake dega chhala to pyar nahin hoga
Nahin lake dega chhala to pyar nahin hoga
Pyar mein sajanawa udhar nahin hoga
Pyar mein sajanawa udhar nahin hoga

Chunari magayi na mangaya lahenga rasiya
Mujhako pada ye pyar bada mahenga rasiya
Baato pe teri baato pe teri aitabar nahin hoga
Nahin lake dega chhala to pyar nahin hoga
Nahin lake dega chhala to pyar nahin hoga
Pyar mein sajanawa udhar nahin hoga
Pyar mein sajanawa udhar nahin hoga

Jhuthe hain vaade tere joothi har baat hain
Mardo ki jat bhi badi boori baat hain
Tumse hamara tumse hamara ikarar nahin hoga
Nahin lake dega chhala to pyar nahin hoga
Nahin lake dega chhala to pyar nahin hoga
Pyar mein sajanawa udhar nahin hoga
Pyar mein sajanawa udhar nahin hoga

Aa gyai balma main teri mithi mithi baato mein
Jane de baithi kaise haath tere haatho mein
Koi bhi bahana koi bhi bahana sarkar nahin hoga
Nahin lake dega chhala to pyar nahin hoga
Nahin lake dega chhala to pyar nahin hoga
Pyar mein sajanawa udhar nahin hoga
Pyar mein sajanawa udhar nahin hoga.

More songs lyrics from Raat Ke Andhere Mein.