Nagar Nagar Hain Lyrics

"Nagar Nagar Hain" lyrics from Daku Hasina sung by asha bhosle and music directed by usha khanna and composed by usha khanna and lyrics written by mahendra dehlvi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Nagar Nagar Hain Lyrics


Are hain
Nagar nagar hain taaza khabar
Pyar ki nazuk hath
Kadiyo mein jakdi gayi
Jisne hain dale dakuo pe dake
Wo daku hasina pakdi gayi
Nagar nagar hain taaza khabar
Pyar ki nazuk hath
Kadiyo mein jakdi gayi
Jisne hain dale dakuo pe dake
Wo daku hasina pakdi gayi
Are hai

Banke kali bahar ban gayi
Hoke jawan katar ban gayi
Jis pe bhi kal sab ki nazar
Nazro ka wo sikar ban gayi
Jo sab ki dushman thi
Saajan ki yaar ban gayi ho ho
Nagar nagar hain taaza khabar
Pyar ki nazuk hath
Kadiyo mein jakdi gayi
Jisne hai dale dakuo pe dake
Wo daku hasina pakdi gayi
Are hain

Katil nazar katil ada
Jo bhi mila jakhmi hua
Dilwalo ki sarkar mein
Koi use pakad na saka
Ab dekhenge hoga
Are anjam uska kya
Nagar nagar hain taaza khabar
Pyar ki nazuk hath
Kadiyo mein jakdi gayi
Jisne hai dale dakuo pe dake
Wo daku hasina pakdi gayi
Are hain
Nagar nagar hain taaza khabar
Pyar ki nazuk hath
Kadiyo mein jakdi gayi
Jisne hain dale dakuo pe dake
Wo daku hasina pakdi gayi
Are hai.

More songs lyrics from Daku Hasina.