Nadiya Na Piye Kabhi Apna Jal Lyrics

"Nadiya Na Piye Kabhi Apna Jal" lyrics from Kan Kan Men Bhagwan sung by mahendra kapoor and music directed by pandit shivram and composed by pandit shivram and lyrics written by bharat vyas

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Nadiya Na Piye Kabhi Apna Jal Lyrics


Nadiya ne piya kabhi apna jal
Wariksh na khaye kabhi apne fal
Nadiya ne piya kabhi apna jal
Wariksh na khaye kabhi apne fal
Apne tan ka man ka dhan ka
Dujo ko de jo dan hai
Wo sacha insan are
In dharti ka bhagwan hai
Nadiya ne piya kabhi apna jal
Wariksh na khaye kabhi apne fal

Agar sa jiska ang jale
Or dunia ko mithi suhat de
Agar sa jiska ang jale
Or dunia ko mithi suhat de
Deepak sa uska jeewan hai
Jo dujo ko apna parkash de
Dujo ko apna parkash de
Dharam hai jiska bhagwat geeta
Dharam hai jiska bhagwat geeta
Sewa hi ved puran hai
Wo sacha insan are
In dharti ka bhagwan hai
Nadiya ne piya kabhi apna jal
Wariksh na khaye kabhi apne fal

Chahe koi gungan kare
Chahe kare ninda koi
Chahe koi gungan kare
Chahe kare ninda koi
Phulo se koi satkar kare
Ya kate chubho jaye koi
Ya kate chubho jaye koi
Man aur apman hi dono
Man aur apman hi dono
Jiske liye saman hai
Wo sacha insan are
In dharti ka bhagwan hai
Nadiya ne piya kabhi apna jal
Wariksh na khaye kabhi apne fal
Apne tan ka man ka dhan ka
Dujo ko de jo dan hai
Wo sacha insan are
In dharti ka bhagwan hai
Nadiya ne piya kabhi apna jal
Wariksh na khaye kabhi apne fal.

More songs lyrics from Kan Kan Men Bhagwan.