Nadiya Kinare Lyrics

"Nadiya Kinare" lyrics from Abhimaan sung by lata mangeshkar and music directed by sachin dev burman and composed by sachin dev burman and lyrics written by majrooh sultanpuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Nadiya Kinare Lyrics


He nadiyaa kinaare
He raali aali kanganaa
Nadiyaa kinaare he
Raali aali kanganaa
Aise ulajh gae anaadi sajanaa
Aise ulajh gae anaadi sajanaa
Nadiyaa kinaare he
Raali aai kanganaa
Nadiyaa kinaare he
Raali aai kanganaa

Kaahe panaghat uupar
Gali thi chalake akeli
Maare hans hans taanaa
Saari sakhiyaan saheli
Gori aur jaao na maano kahanaa
Gori aur jaao na maano kahanaa
Nadiyaa kinaare he
Raali aai kanganaa
Nadiyaa kinaare he
Raali aai kanganaa

Ab khadi khadi sochuun
Khadi khadi sochuun
Dekhi hai saas nanandiyaa
Sab kaa kari hai bahaanaa
Ab to suuni kalaali lai ke
Chori chori jaanaa
Bhaari padaa re
Piya se milanaa
Bhaari padaa re
Piya se milanaa

Nadiyaa kinaare he
Raali aai kanganaa
Nadiyaa kinaare he
Raali aai kanganaa
Aise ulajh gae anaadi sajanaa
Aise ulajh gae anaadi sajanaa
Nadiyaa kinaare he
Raali aai kanganaa
Nadiyaa kinaare he
Raali aai kanganaa.

More songs lyrics from Abhimaan.