Nadan Ki Dosti Lyrics

"Nadan Ki Dosti" lyrics from Sapnon Ka Saudagar sung by lata mangeshkar and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by hasrat jaipuri

Singer(s):
Lyricist(s):

Nadan Ki Dosti Lyrics


Nadan ki dosti jee ke jalan
Jane na balma preet ki agan
Nadan ki dosti jee ki jalan
Jane na balma preet ki agan
Nadan ki dosti jee ki jalan
Jane na balma preet ki agan

Teer laga aisa ke jain nahi aaye
Ke jain nahi aaye
Bar bar tadpu jiya til milaye
Jiya til milaye
Kar dena bawari ye mithi chubhan
Jane na balma preet ki agan
Nadan ki dosti jee ke jalan
Jane na balma preet ki agan

Pagla na samje nighaho ki boliya
Nighaho ki boliya
Kaise bharegi murado ki jholiya
Murado ki jholiya
Haar gayi diya mai sarke jatan
Jane na balma preet ki agan
Nadan ki dosti jee ke jalan
Jane na balma preet ki agan

Chhaila na jane batiyo se jaadu
Batiyo se jaadu
Phir bhi samajata hai apne ko sadhu
Apne ko sadhu
Kitna hai sidha hai ye baaka sajan
Jane na balma preet ki agan
Nadan ki dosti jee ke jalan
Jane na balma preet ki agan

Nadan ki dosti jee ke jalan
Jane na balma preet ki agan.

More songs lyrics from Sapnon Ka Saudagar.