Nadaan Lyrics

"Nadaan" lyrics from Ankahi sung by shiraz uppal and music directed by shiraz uppal and composed by shiraz uppal and lyrics written by shakeel sohail

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Nadaan Lyrics


Kyun bujh gaya sulagta dil tera
Kyun chhav hain doop bina
Naraz hain koi tuj ko gila
Kyun ruth kar baitha hain yahan
Ha nadaan waqt bas rukta nahin
Thamta nahin
Na hain humsafarna hain aasna
Ho nadaan raah agar koi dikhati nahin
Rukna nahin ab rasta khud hi bana

Jivan ke rang hain aise
Kante phool sang jaise
Ek lamha khusi ek pal bekhusi
Aansoo jo nikal jaye
Jalata dil pigal haye
Tu mere yaariyan main to dil hariyan
Ha nadaan waqt bas rukta nahin
Thamta nahin
Na hain humsafar na hain aasna
Ho nadaan raah agar koi dikhati nahin
Rukna nahin ab rasta khud hi bana

Yeh haal dil ka badhaya
Khadiya si jogi gavaya
Ek vaar jo jingani aani mood na
Apna jo kitta paraya
Tere haath kuch yun nahin aaya
Ek vaar jo jingani aani mood na
Yeh haal dil ka badhaya
Khadiya si jogi gavaya
Ek vaar jo jingani aani mood na
Apna jo kitta paraya
Tere haath kuch yun nahin aaya
Ek vaar jo jingani aani mood na

Ha nadaan waqt bas rukta nahin
Thamta nahin
Na hain humsafar na hain aasna
Ho nadaan raah agar koi dikhati nahin
Rukna nahin ab rasta khud hi bana.

More songs lyrics from Ankahi.