Naam Apun Ka Jaani Lyrics

"Naam Apun Ka Jaani" lyrics from Makkhi sung by pradeep kumar (deepu), rahul sipligunj and lyrics written by neelesh misra

Lyricist(s):

Naam Apun Ka Jaani Lyrics


Yeh aag kaisi mere
Seene mein hai dehakti
Andhron mein na koi
Umeed hai chamkti
Makkhi makkhi makkhi makkhi
Makkhi makkhi makkhi makkhi

Naam apun ka jaani
Maangega na tu pani
Aisey cheen lunga
Main teri zindgani

Naam apun ka jaani
Maangega na tu pani
Aisey cheen lunga
Main teri zindgani

Main aaj chal pada hoon
Oonchi udaan meri
Tere khoon se likhunga
Ab main kahaani teri
Makkhi hoon main makkhi
Sair kar na rakhi
Meri ik nazar se
Tune maut chakhi

Makkhi hoon main makkhi
Sair kar na rakhi
Meri ik nazar se
Tune maut chakhi

Makkhi makkhi makkhi
Makkhi makkhi makkhi
Makkhi makkhi makkhi
Makkhi makkhi makkhi

Hoon zara sa lekin
Tu kya mujhko roke
Ik zara sa shola
Gaon gaon phooke
Boond ik zehar ki
Kabhi bhi na chuke
Ik zara si boli
Daagey bandookein

Wasnt it you and me
Wasnt it natural
Before the big bang

Nahi doodh ki main makkhi
Jo mujhko faink dega
Jab teri saans ruki
Tabhi sakoon lega
Tujhse nazar milake
Main chutki mein maar dunga

Makkhi hoon main makkhi
Sair kar na rakhi
Meri ik nazar se
Tune maut chakhi
Makkhi hoon main makkhi
Sair kar na rakhi
Meri ik nazar se
Tune maut chakhi

Ik dastak paunga
Aaj hai zaroori kaam kaaj
Sirf dus sirf dus

Ek tujhko maarna
Do tujhko maarna
Teen tujhko maarna
Chaar tujhko maarna
Paanch tujhko maarna
Chheh tujhko maarna
Saat tujhko maarna
Aath tujhko maarna
Nau tujhko maarna
Dus tujhko ratti raati
Masal masal todhke madodke
Shareer cheer cheer maarna

Fad fad fad fad
Fadfadaaonga
Tere kaanon mein
Mrityu raag main gaaunga
Chaha tere haath pe
Lakeer choti karunga
Khone ko kuch nahi hai
Kya hai jo main kho dunga
Ik baar mur chuka hoon
Iss baar kya darungaa

Nahi doodh ki main makkhi
Jo mujhko faink dega
Jab teri saans ruki
Tabhi sakoon lega
Tujhse nazar milake
Main chutki mein maar dunga

Makkhi hoon main makkhi
Sair kar na rakhi
Meri ik nazar se
Tune maut chakhi
Makkhi hoon main makkhi
Sair kar na rakhi
Meri ik nazar se
Tune maut chakhi.

More songs lyrics from Makkhi.