Na Main Hoon Main Lyrics

"Na Main Hoon Main" lyrics from Umang sung by asha bhosle and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):

Na Main Hoon Main Lyrics


Na main hoon main, na tu hai tu
Na main hoon main, na tu hai tu
Main teri tu meri aarzoo

Na main hu main, na tu hai tu
Main teri tu meri aarzoo

Chhu gayi ye dil koi madh bari kiran
Yun uthe kadam jaise chhu liya gagan
Ye na janu main kaha kho gaya hai mann
Kaha le chali hume nayi pyar ki lagan
Na main hoon main, na tu hai tu
Na main hoon main, na tu hai tu
Main teri tu meri aarzoo

Do dilo ke main rang kya udhe
Yun lage ki hum kahi chand pe mile
Aa yun hi chale, chale hath mein gale
Agar ye nasha hai tu kabhi aankh na khule
Na main hoon main, na tu hai tu
Na main hoon main, na tu hai tu
Main teri tu meri aarzoo.

More songs lyrics from Umang.