Na Koi Hoga Lyrics

"Na Koi Hoga" lyrics from Love-Ology sung by shaan and music directed by ram sampath and composed by ram sampath

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Na Koi Hoga Lyrics


Na koi hoga koi hua hain
Jaisa mera yaar jawan
Na koi hoga koi hua hain
Tujh sa koi aur kahan jaana

Teri jaisi baat kahin baharon me
Dekh ke tujhko jalata hoga
Chand sitaaron mein
Teri surat jab se dekhi main hun deewana
Aake leja teri khatir dil hain nazrana
Na koi hoga koi hua hain
Jaisa mera yaar jawan
Na koi hoga koi hua hain
Tujh sa koi aur kahan jaana

Aankhe teri hero jaisi chaal qayamat si
Bikhri julfe khuli hawa ude mohabbat si
Jaise poolo mein hain khusboo
Yun hai ntu mujh me
Dil hian mera lekin dil ki
Dhadkan hain tujh mein
Na koi hoga koi hua hain
Jaisa mera yaar jawan
Na koi hoga koi hua hain
Tujh sa koi aur kahan jaana

Jaise poolo mein hain khusboo
Yun hai ntu mujh me
Dil hian mera lekin dil ki
Dhadkan hain tujh mein
Na koi hoga koi hua hain
Jaisa mera yaar jawan
Na koi hoga koi hua hain
Tujh sa koi aur kahan jaana
Na koi hoga koi hua hain
Jaisa mera yaar jawan
Na koi hoga koi hua hain
Tujh sa koi aur kahan.

More songs lyrics from Love-Ology.