Na Jaane Kya Ho Gaya Lyrics

"Na Jaane Kya Ho Gaya" lyrics from Baazi sung by sadhana sargam, udit narayan and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):

Na Jaane Kya Ho Gaya Lyrics


Na jane kya ho gaya hai tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar tumhe dekh kar
Pagal dil ye ho gaya hai tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar tumhe dekh kar

Is bekarari ka mohabbat nam hai sayad
Pyar se kahte hai chahat nam hai sayad
Kya btau kitna tumko pyar karti hai
Kho na jao tum kahi is bat se darti hu

Sanso me hai khusbu teri ankho me hai chehara tera
Ye jindagi bin tere kuch nahi
Diwana mai ho gaya hu tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar tumhe dekh kar
Pagal dil ye ho gaya hai
Tumhe dekh kar tumhe dekh kar

Pas itne aao ham ho jaye bekhabar
Chahto ka har ghadi dil pe rahe asar
Ji chahata hai tujhko mai sine se lagalu
Tere lado ke rang ko mai ake churalu

Jadu ye kaisa tune kiya
Chane laga hai tera nasa
Tere hi dam se dhadkata hai dil
Diwani si ho gayi hu tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar tumhe dekh kar

Na jane kya ho gaya hai tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar tumhe dekh kar
Pagal dil ye ho gaya hai tumhe dekh kar.

More songs lyrics from Baazi.