Na Ho Gar Aashna Lyrics

"Na Ho Gar Aashna" lyrics from The Gold Disc sung by jagjit singh and music directed by jagjit singh and composed by jagjit singh

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Na Ho Gar Aashna Lyrics


Na ho gar aashna nahi hota
Na ho gar aashna nahi hota
Buth kisi ka khuda nahi hota
Na ho gar aashna nahi hota

Tum bhi us waqt yaad aate ho
Tum bhi us waqt yaad aate ho
Jab koi aasra nahi hota
Jab koi aasra nahi hota
Na ho gar aashna nahi hota

Dil me kitna sukun hota hai
Dil me kitna sukun hota hai
Jab koi muddawa nahi hota
Jab koi muddawa nahi hota
Na ho gar aashna nahi hota

Ho na jab tak shikar e naakami
Ho na jab tak shikar e naakami
Aadmi kaam ka nahi hota
Aadmi kaam ka nahi hota
Na ho gar aashna nahi hota

Zindagi thi shabaab tak seemab
Zindagi thi shabaab tak seemab
Ab koi saaneha nahi hota
Ab koi saaneha nahi hota
Na ho gar aashna nahi hota.

More songs lyrics from The Gold Disc.