Muskurane Ke Bahane Lyrics

"Muskurane Ke Bahane" lyrics from Anuradha: Aur Uski Kahani sung by kavita krishnamurthy and music directed by farzan faaiz and composed by farzan faaiz and lyrics written by faaiz anwar

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Muskurane Ke Bahane Lyrics


Muskurane ke bahane
Dhundhati hain zindagi
Muskurane ke bahane
Dhundhati hain zindagi
Har ghadi mosam suhane
Dhundhati hain zindagi
Muskurane ke bahane
Dhundhati hain zindagi

Thapkiya aawa ki
Meri neend mein
Shamail hain abhi
Thapkiya aawa ki
Meri neend mein
Shamail hain abhi
Yaado ke kitane khazane
Dhundhati hain zindagi
Yaado ke kitane khazane
Dhundhati hain zindagi
Har ghadi mosam suhane
Dhundhati hain zindagi
Muskurane ke bahane
Dhundhati hain zindagi

Waqt ne khulke
Sunaye nahi ab tak jo kabhi
Waqt ne khulke
Sunaye nahi ab tak jo kabhi
Mehke mehke woh tarane
Dhundhati hain zindagi
Mehke mehke woh tarane
Dhundhati hain zindagi
Har ghadi mosam suhane
Dhundhati hain zindagi
Muskurane ke bahane
Dhundhati hain zindagi

Jaanate hain ke
Kabhi loat ke aayenge nahi
Jaanate hain ke
Kabhi loat ke aayenge nahi
Phir bhi woh guzare zamane
Dhundhati hain zindagi
Phir bhi woh guzare zamane
Dhundhati hain zindagi
Har ghadi mosam suhane
Dhundhati hain zindagi
Muskurane ke bahane
Dhundhati hain zindagi

Surkh juda hi nahi
Maang mein sindoor nahi
Surkh juda hi nahi
Maang mein sindoor nahi
Aaj kyun rishtey puraane
Dhundhati hain zindagi
Aaj kyun rishtey puraane
Dhundhati hain zindagi
Har ghadi mosam suhane
Dhundhati hain zindagi
Muskurane ke bahane
Dhundhati hain zindagi.

More songs lyrics from Anuradha: Aur Uski Kahani.