Mumkin Hai Lyrics

"Mumkin Hai" lyrics from Bol sung by ahmad jahanzab, shuja haider and music directed by shoaib mansoor and composed by shoaib mansoor and lyrics written by shoaib mansoor

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mumkin Hai Lyrics


Mumkin hai mumkin hai
Bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha
Mumkin hai mumkin hai
Bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha
Khwahishon ka
Karaar mumkin hai
Ik nayi parwah mumkin hai ho
Mumkin hai mumkin hai
Bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha

Justuju rang layi
Hai kucch iss tarah
Dil ki har aarzoo
Muskuraane lagi
Aasman meherbaan ho gaya
Aur zameen
Gungunaane lagi hai
Mumkin hai mumkin hai
Bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha

Khushnuma dil zubaan
Chhoodiyan pehan kar
Har kalai chanak
Ne khanak ne lagi
Kaano ki baaliyan
Bol uthi hain
Geet honthon pe
Yun aane lagey hain
Mumkin hai mumkin hai
Bahaar mumkin hai
Zindagi mein likha
Khwahishon ka
Karaar mumkin hai
Ik nayi parwah
Mumkin hai ho.

More songs lyrics from Bol.