Mujhe Jab Jab Bahaaron Lyrics

"Mujhe Jab Jab Bahaaron" lyrics from Khandan sung by mohammed rafi and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by rajendra krishan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Mujhe Jab Jab Bahaaron Lyrics


Mujhe jab jab bahaaron
Ka zamana yaad aayega
Kahin apna bhi tha ek
Aashiyaana yaad aayega
Kal chaman tha aaj ek sehra huwa
Dekhate hi dekhate yeh kya huwa
Kal chaman tha aaj ek sehra huwa
Dekhate hi dekhate yeh kya huwa
Kal chaman tha

Mujhko barbaadi ka koyi ghum nahi
Mujhko barbaadi ka koyi ghum nahi
Ghum hai barbaadi kyun charcha huwa
Kal chaman tha aaj ek sehra huwa
Dekhate hi dekhate yeh kya huwa
Kal chaman tha

Ek chhota sa tha mera aashiyaa
Ek chhota sa tha mera aashiyaa
Aaj tinake se alag tinaka huwa
Kal chaman tha aaj ek sehra huwa
Dekhate hi dekhate yeh
Kya huwa kal chaman tha

Sochata hu apne ghar ko dekh kar
Sochata hu apne ghar ko dekh kar
Ho na ho yeh hai mera dekha huwa
Kal chaman tha aaj ek sehra huwa
Dekhate hi dekhate yeh kya huwa
Kal chaman tha

Dekhane waalo ne dekha hai dhunwa
Dekhane waalo ne dekha hai dhunwa
Kis ne dekha dil mera jalata huwa
Kal chaman tha aaj ek sehra huwa
Dekhate hi dekhate yeh kya huwa
Kal chaman tha.

More songs lyrics from Khandan.