Mujh Pe Bhi Jawani Lyrics

"Mujh Pe Bhi Jawani" lyrics from Saat Rang Ke Sapne sung by kavita krishnamurthy and music directed by nadeem saifi, shravan rathod and composed by nadeem saifi, shravan rathod and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mujh Pe Bhi Jawani Lyrics


Mujhpe bhi jawaani aayi hai
Mujhpe bhi jawaani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Ke aag lagegi kahi na kahi

Mujhpe bhi jawaani aayi hai
Mujhpe bhi jawaani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Mujhpe bhi jawaani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Umar mastani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Mujhpe bhi jawaani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi

Lagake surma aankho me
Pahan ke gajra balo me
Kabhi jo mai thumka maru
To shor mache dilwalo me
Logo ki diwani aayi hai
Logo ki diwani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Umar mastani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Mujhpe bhi jawaani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi

Tukur tukur dekhe mujhko
Meri ada ka rasiya hai
Najar mila ke chori se
Kare mera man basiya hai
Isme beimani aayi hai
Isme beimani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Isme beimani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Umar mastani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi

Mujhpe bhi jawaani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Mujhpe bhi jawaani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Umar mastani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Mujhpe bhi jawaani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Mujhpe bhi jawaani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Umar mastani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Ke aag lagegi kahi na kahi
Ke aag lagegi kahi na kahi.

More songs lyrics from Saat Rang Ke Sapne.