Mujh Mein Wafaa Ki Lyrics

"Mujh Mein Wafaa Ki" lyrics from Ulfat sung by salma agha and music directed by zafar iqbal and composed by zafar iqbal

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mujh Mein Wafaa Ki Lyrics


Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Roshan mujhe diye ki tarah kar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya

Aaya thaa mere paas andhera pehenke woh
Aaya thaa mere paas andhera pehenke woh
Phir chaandani ki odhake chadar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya

Sunti hai dhadkane meri kuch khushboo ki jaa
Sunti hai dhadkane meri kuch khushboo ki jaa
Kaise abhi abhi yahaan aakar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya

Dekar qateel ek puraani ghazal ki gaan
Dekar qateel ek puraani ghazal ki gaan
Ek baar phir se mujh ko jawaan kar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Roshan mujhe diye ki tarah kar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya bhar gaya koi
Mujh mein wafaa ki roshaniya.

More songs lyrics from Ulfat.