Mubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari Lyrics

"Mubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari" lyrics from Haan Maine Bhi Pyaar Kiya sung by udit narayan and music directed by nadeem saifi, shravan rathod and composed by nadeem saifi, shravan rathod and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari Lyrics


Mubarak mubarak

Tere maathe ki bindiya chamakti rahen
Tere haathon ki mehndhi mehekthi rahen
Tere jode ki ronak salamat rahen
Teri chudi hamesha khanakti rahen
Mubarak mubarak mubarak mubarak mubarak
Mubarak mubarak mubarak mubarak mubarak
Mubarak ho tumko yeh shaadi tumhari
Mubarak ho tumko yeh shaadi tumhari
Sada khush rahon tum dua hai hamari
Tumhaare kadam chume yeh duniya saari
Tumhaare kadam chume yeh duniya saari
Sada khush rahon tum dua hai hamari
Mubarak ho tumko yeh shaadi tumhari
Sada khush rahon tum dua hai hamari

Tumhare liye hain baharon ke mausam
Na aaye kabhi zindagi mein koyi gham
Hamara hai kya yaar hum hai deewane
Hamari tadap to koyi bhi na jaane
Mile na tumhe ishq mein bekarari
Mile na tumhe ishq mein bekarari
Sada khush rahon tum dua hai hamari
Mubarak ho tumko yeh shaadi tumhari
Sada khush rahon tum dua hai hamari

Ke janmon ke rishte nahin tode jaate
Safar mein nahin humsafar chhode jaate
Na rasmo-rivaajo ko tum bhool jaana
Jo li hai kasam to isse nibhaana
Ke humne to tanha umar hai guzari
Ke humne to tanha umar hai guzari
Sada khush rahon tum dua hai hamari
Tumhaare kadam chume yeh duniya saari
Tumhaare kadam chume yeh duniya saari
Sada khush rahon tum dua hai hamari
Mubarak ho tumko yeh shaadi tumhari
Sada khush rahon tum dua hai hamari
Jaan…maine bhi pyaar kiya hai
Haan…maine bhi pyaar kiya hai
Haan…maine bhi pyaar kiya hai
Mubarak mubarak mubarak mubarak mubarak.

More songs lyrics from Haan Maine Bhi Pyaar Kiya.