Mubarak Ho Tumhe Pyare Lyrics

"Mubarak Ho Tumhe Pyare" lyrics from Rani Aur Jaani sung by asha bhosle, usha mangeshkar and music directed by satyam and composed by satyam and lyrics written by pyarelal santoshi

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mubarak Ho Tumhe Pyare Lyrics


Mubarak ho tumhe pyare
Mubarak din ka yeh aana
Tumhi kahe do tumhe kya du
Bhala mein aaj nazarana
Mubarak ho tumhe pyare
Mubarak din ka yeh aana
Nazar kar de ho dil apna
Isi ko aaj thukarana
Mubarak ho

Aaj meri har ada mein
Pyar ka andaz hai
Kya bata wo dil mein
Mere kaun sa ek raz hai
Aaj meri har ada mein
Pyar ka andaz hai
Sun le zara tujhpe hua
Sun le zara tujhpe hua
Dil yeh deewana
Dil yeh deewana
Mubarak ho tumhe pyare
Mubarak din ka yeh aana
Tumhi kahe do tumhe kya du
Bhala mein aaj nazarana
Mubarak ho

Tumhi meri zimdagi
Ke jagte armaan ho
Mein tumhare kaun sa din
Dekhu mein pehchan lo
Tumhi meri zimdagi
Ke jagte armaan ho
Tum se piya chhod diya
Tum se piya chhod diya
Kisi ko apna na
Mubarak ho tumhe pyare
Mubarak din ka yeh aana
Tumhi kahe do tumhe kya du
Bhala mein aaj nazarana
Mubarak ho tumhe pyare
Mubarak din ka yeh aana
Nazar kar de ho dil apna
Isi ko aaj thukarana
Mubarak ho.

More songs lyrics from Rani Aur Jaani.