More Nainaa Laage Unase Lyrics

"More Nainaa Laage Unase" lyrics from Beqasoor sung by lata mangeshkar and music directed by anil krishna biswas and composed by anil krishna biswas and lyrics written by ehsan rizvi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

More Nainaa Laage Unase Lyrics


More naina laage unase
Jiya chaahe so kahe
Hue unase naina chaar
Ab main kya karun main kya karun
Dil se gayaa qaraar ab main
Kya karun mai kya karun

Naya sahara paya
Dil ne bane wo man ke meet
Naya sahara paya
Dil ne bane wo man ke meet
Nayi umage gaati hai ab
Nayi umage gaati hai
Ab naye niraale geet
Chhed ke man ke taar
Ab main kya karun main kya karun

Naina man kaa bhed
Bata kar aap bane ajaan
Naina man kaa bhed
Bata kar aap bane ajaan
Aashaao mein halachal hai
Ab aashaao mein halachal hai
Armaano mein tufaan
Dil kar baithaa hai pyaar
Ab main kya karun main kya karun.

More songs lyrics from Beqasoor.