More Angana Mein Balma Aaye Lyrics

"More Angana Mein Balma Aaye" lyrics from Nishan sung by moti b. a., shamshad begum and music directed by b.s. kalla, m.d. parthasarathy, salur rajeswara rao and composed by b.s. kalla, m.d. parthasarathy, salur rajeswara rao and lyrics written by pandit indra

Singer(s):
Lyricist(s):

More Angana Mein Balma Aaye Lyrics


More angana mein
More angana mein
More angana mein
More angana mein
Balma aaye mai sharmai
Ha more angana more angana mein

Saiya more ganv ke raja
Main hoon ban ki rani
Ha ha main hoon ban ki rani
Saiya more ganv ke raja
Main hoon ban ki rani
Ha ha main hoon ban ki rani
Chupke chupke naina bole
Chupke chupke naina bole
Mitti mitti bani mitti mitti bani
Rani madhuban ki bate yaad hai
Rani madhuban ki bate yaad hai
Raja sapno ki rate yaad hai
Khao meri kasam jao jao balam
Khao meri kasam o jao jao balam
Teri meri jo ye mulakat hai
Char naino ki ye barat hai
Teri meri jo ye mulakat hai
Char naino ki ye barat hai
Duniya meri ye
Muskai more angana
Ha ha more angana mein

Khevanhar khevanhar
Le chal re nadiya ke paar
Le chal re nadiya ke paar
Khevanhar khevanhar
Le chal re nadiya ke paar
Le chal re nadiya ke paar
Dil ki kahani sunau
Main bhi tere geet gau
Dil ki kahani sunau
Main bhi tere geet gau
Gao gao gao gao
Gao gao gao gao…
Jinki jawani unka zamana
Jinki jawani unka zamana
Hum to hasino se hare
Jeete hai unke sahare
Hum to hasino se hare
Jeete hai unke sahare.

More songs lyrics from Nishan.