Mohabbat (Title) Lyrics

"Mohabbat (Title)" lyrics from Mohabbat sung by aditya narayan jha and music directed by aditya narayan jha and composed by aditya narayan jha and lyrics written by aditya narayan jha

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mohabbat (Title) Lyrics


Mohabbat..badi ajeeb si cheez hai,
Mohabbat..zindagi ke kareeb hai,
Mohabat mein dooba hai saara jahan,
Mohabbat na hoti toh hota kya yahaan?

Aakhir kya hota hai pyaar?
Koi toh samjhao yaar?
Ansuljha sa ye sawaal,
Kya hai aur kyun hai ye pyar?

Mohabbat..ek ajnabi sa khwaab hai,
Mohabbat..jawaab tha jawaab hai,
Mohabat h khudaa mohabat hi jahaan,
Mohabbat na hoti toh hota kya yahaan?

Aakhir kya hota hai pyaar?
Koi toh samjhao yaar?
Ansuljha sa ye sawaal,
Kya hai aur kyun hai ye pyaar?

Kehte hain har kisi ke liye,
Kisi na kisi ko banaya hai,
Agar mil jaaye woh koi toh,
Zindgai na samjho gale lagaya hai,

Kab milegi meri woh?
Samjhayegi mujhe jo kyu?
Mohabbat mein dooba hai saara jahan,
Mohabbat na hoti toh hota kya yahaan?

Aakhir kya hota hai pyaar?
Koi toh samjhao yaar?
Ansuljha se ye sawaal,
Kya hai aur kyun hai ye pyaar?

More songs lyrics from Mohabbat.