Mohabbat Na Karna Lyrics

"Mohabbat Na Karna" lyrics from Jaan Pechaan sung by iqbal gill and music directed by iqbal gill and composed by iqbal gill and lyrics written by vishwamitra sonie

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mohabbat Na Karna Lyrics


Mohabbat na karna
Zamana bura hain
Mohabbat na karna
Zamana bura hain
Kisi se nazar ka
Milana bura hain
Mohabbat na karna
Zamana bura hain
Mohabbat na karna
Zamana bura hain

Khuda ke liye apni
Nazro ko roko
Khuda ke liye apni
Nazro ko roko
Yeh tirchhi nazar ka
Nishana bura hain
Yeh tirchhi nazar ka
Nishana bura hain
Nishana bura hain
Nishana bura hain
Mohabbat na karna
Zamana bura hain
Mohabbat na karna
Zamana bura hain

Tumhare buna nahi
Katati yeh raate
Tumhare buna nahi
Katati yeh raate
Na aane ka koi
Bahana bura hain
Na aane ka koi
Bahana bura hain
Bahana bura hain
Bahana bura hain
Mohabbat na karna
Zamana bura hain
Mohabbat na karna
Zamana bura hain

Khuda ra zara mere
Seene se lag ja
Khuda ra zara mere
Seene se lag ja
Mila kar nazar dil
Zalana bura hain
Mila kar nazar dil
Zalana bura hain
Mohabbat na karna
Zamana bura hain
Kisi se nazar ka
Milana bura hain
Mohabbat na karna
Zamana bura hain
Zamana bura hain
Zamana bura hain.

More songs lyrics from Jaan Pechaan.