Mohabbat Mein Pehla Lyrics

"Mohabbat Mein Pehla" lyrics from Yaasmeen sung by lata mangeshkar and music directed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and composed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and lyrics written by jan nisar akhtar

Singer(s):
Lyricist(s):

Mohabbat Mein Pehla Lyrics


Mohabbat mein pehla
Kadam rakhnewaalon
Mohabbat mein pehla
Kadam rakhnewaalon
Kadam jo uthaana
Sambhal kar uthhaana
Kadam jo uthaana
Sambhal kar uthaana
Ye rasta kathin hai
Ye manzil hai bhaari
Kisi ki tarah tum bhi
Thokar na khaana
Kisi ki tarah tum bhi
Thokar na khaana

Hai ulfat mein
Barbaadiyon ke siwa kya
Mohabbat mein sab
Kuchh luta kar mila kyaa
Hai ulfat mein
Barbaadiyon ke siwa kya
Mohabbat mein sab
Kuchh luta kar mila kya
Kahin dil ki baaton
Mein tum bhi na aana
Kahin dil ki baaton
Mein tum bhi na aana
Kadam jo uthaana
Sambhal kar uthaana
Kadam jo uthaana
Sambhal kar uthaana

Wafa ki pashemaniya
Kuchh na puchho
Mere dil ki naadaaniyaan
Kuchh na puchho
Wafa ki pashemaniya
Kuchh na puchho
Mere dil ki naadaaniyaan
Kuchh na puchho
Kabhi apne qaatil
Ko qaatil na jaana
Kabhi apne qaatil
Ko qaatil na jaana
Kadam jo uthaana
Sambhal kar uthaana
Kadam jo uthaana
Sambhal kar uthaana
Mohabbat mein pehla
Kadam rakhnewaalon
Kadam jo uthaana
Sambhal kar uthaana
Kadam jo uthaana
Sambhal kar uthaana.

More songs lyrics from Yaasmeen.