Mohabbat Ki Kahaniyan Lyrics

"Mohabbat Ki Kahaniyan" lyrics from Woh Din Yaad Karo sung by lata mangeshkar, talat mahmood and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Mohabbat Ki Kahaniyan Lyrics


Mohabbat ki kahaniyan
Sunane lagi hai jawaniyan
Mohabbat ki kahaniyan
Sunane lagi hai jawaniyan
Humare tumhare pyar pe
Khuda ki rahe meharbaniya
Mohabbat ki kahaniyan
Sunane lagi hai jawaniyan
Humare tumhare pyar pe
Khuda ki rahe meharbaniya
Mohabbat ki kahaniyan

Yeh kisse nigahe yaar ke
Yeh dhadkan dile bekarar ke
Yeh kisse nigahe yaar ke
Yeh dhadkan dile bekarar ke
Yeh subah tumhari yaad ki
Yeh shame suhani bahar ki
Tumhari mohabbat mein
Sanam mili hai hume yeh nishaniya
Humare tumhare pyar pe
Khuda ki rahe meharbaniya
Mohabbat ki kahaniyan

Baharo ne aake nind se
Sabhi khoye armaan jaga diye
Baharo ne aake nind se
Sabhi khoye armaan jaga diye
Dhadakta raha dil raat bhar
Hume wo fasane suna diye
Koi aur sun le baat yeh
To kya kya na ho batgumaniyan
Mohabbat ki kahaniyan
Sunane lagi hai jawaniyan
Mohabbat ki kahaniyan

Zamana na hum se chhin le
Yeh daulat tumhare naam ki
Zamana na hum se chhin le
Yeh daulat tumhare naam ki
Nigaho se dekhe hum kabhi
Na surat judai ki sham ki
Rahe yu hamesha sath hum
Rahe na rahe zindganiya
Mohabbat ki kahaniyan
Sunane lagi hai jawaniyann
Humare tumhare pyar pe
Khuda ki rahe meharbaniya
Mohabbat ki kahaniyan.

More songs lyrics from Woh Din Yaad Karo.