Mohabbat Ka Zamana Lyrics

"Mohabbat Ka Zamana" lyrics from Tere Bina Kya Jina sung by asha bhosle, shabbir kumar and music directed by jugal kishore, tilak raj and composed by jugal kishore, tilak raj and lyrics written by gulab hussain

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mohabbat Ka Zamana Lyrics


Mohabbat ka zamana aa raha hain
Mohabbat ka zamana aa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain
Mohabbat ka zamana aa raha hain
Mohabbat ka zamana aa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain

Ye zulfein hai ke badal kaale kaale
Ye zulfein hai ke badal kaale kaale
Ye aankhe hai ke saiba ke pyaale
Nasha sa mujhpe chhaya jaa raha hain
Nasha sa mujhpe chhaya jaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain

Bahot purkaif hain mausam suhana
Bahot purkaif hain mausam suhana
Ke bekhud ho gaya saara zamana
Gazab sa mann ye kaisa dhaa raha hain
Gazab sa mann ye kaisa dhaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain

Bahot samja raha hoon hasarato ko
Bahot samja raha hoon hasarato ko
Abhi sabro raja se kaam le lo
Magar dil hai ke machla jaa raha hain
Magar dil hai ke machla jaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain

Mahobbat hi mahobbat hai yahan ab
Mahobbat hi mahobbat hai yahan ab
Ghame hasti ghame jaana kahan ab
Ghame aalam bhi ab sarma raha hain
Ghame aalam bhi ab sarma raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain

Mohabbat ka zamana aa raha hain
Mohabbat ka zamana aa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain
Koi dil mein samaya jaa raha hain.

More songs lyrics from Tere Bina Kya Jina.