Mohabbat Ka Nagma Lyrics

"Mohabbat Ka Nagma" lyrics from Toofan sung by geeta ghosh roy chowdhuri (geeta dutt) and music directed by shiv dayal batish and composed by shiv dayal batish and lyrics written by waheed qureshi

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mohabbat Ka Nagma Lyrics


Mohabbat ka nagma hai
Mohabbat ka nagma hai
Dilkash tarana dilkash
Tarana dilkash tarana
Mohabbat ka nagma hai
Jise gaye lekin
Na samjhe zamana
Na samjhe zamana
Mohabbat ka nagma hai

Mohabbat ka kat dil
Lagana nahi hai
Mohabbat ka kat dil
Lagana nahi hai
Mohabbat do aasu
Bahana nahi hai
Mohabbat hai geeto
Bhara wo fasana
Jise gaye lekin
Na samjhe jamana
Na samjhe jamana
Mohabbat ka nagma hai

Gulo se mohabbat
To bulbul jataye
Gulo se mohabbat
To bulbul jataye
Maja jab hai kato ko
Dil se lagaye
Bada hi kathin hai
Mohabbat lagana
Jise gaye lekin
Na samjhe jamana
Na samjhe jamana
Mohabbat ka nagma hai

Mohabbat ko samjha to
Parwana samhja
Mohabbat ko samjha to
Parwana samhja
Ke jalne ko yeh zindagi
Ko na samjha
Yeh nanhi si ja ga
Gayi wo tarana
Jise gaye lekin
Na samjhe jamana
Na samjhe jamana
Mohabbat ka nagma hai.

More songs lyrics from Toofan.