Mohabbat Ibadat Hai Lyrics

"Mohabbat Ibadat Hai" lyrics from Mohabbat Ke Dushman sung by asha bhosle, prakash mehra and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):

Mohabbat Ibadat Hai Lyrics


Mohabbat ibadat mohabbat hain pooja
Mohabbat se badkar nahin dharam duja
Aah ha ha aah ha ha
Mohabbat ibadat mohabbat hain pooja
Mohabbat se badkar nahin dharam duja
Mohabbat ke dusman zara ye samjh le
Mohabbat ke dusman zara ye samjh le
Mohabbat ke dum pe khadi hai duniya
Aah ha ha aah ha ha
Mohabbat ibadat mohabbat hai pooja
Mohabbat se badkar nahin dharam duja

Hoooo
Mohabbat junu hain na deewangi hain
Mohabbat hi insan ki zindagi hain
Mohabbat ka kaam to hain pake daman
Mohabbat ka daman to hai pake daman
Mohabbat khayalo ki pakichi hain
Mohabbat khuda hain
Khuda hain mohabbat
Mohabbat khuda hain
Khuda hain mohabbat
Mohabbat bahradil
To ghar hain khuda ka
Aah ha ha aah ha ha

Mohabbat ibadat mohabbat hain pooja
Mohabbat se badkar nahin
Dharam duja hoooo
Mohabbat hi sab ko gale se lagaye
Mohabbat dilo se ye nafrat mittaye
Mohabbat ka imaan insaniyat hain
Mohabbat ka imaan insaniyat hain
Mohabbat hi insan ko insan banaye
Mohabbat riwazo ki bandis na mane
Mohabbat riwazo ki bandis na mane
Mohabbat ka majahab se hain vasta kya
Aah ha ha aah ha ha
Mohabbat ibadat mohabbat hai pooja
Mohabbat se badkar nahin dharam koi duja
Mohabbat ke dusman zara ye samjh le
Mohabbat ke dusman zara ye samjh le
Mohabbat ke dum pe khadi hai duniya
Aah ha ha aah ha ha aah ha ha aah ha ha.

More songs lyrics from Mohabbat Ke Dushman.