Mitwa Tu Kaha Lyrics

"Mitwa Tu Kaha" lyrics from Imaandaar sung by alka yagnik, maya govind, prakash mehra, sadhana sargam, suresh wadkar and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by prakash mehra

Lyricist(s):

Mitwa Tu Kaha Lyrics


O o o…sa ni sa…o o o…
More ghar aaye sajanwa
More ghar aaye sajanwa
Daal daal koohke koyaliya
Daal daal koohke koyaliya
Man mayur naachen aanganwa
More ghar aaye sajanwa
More ghar aaye sajanwa

Ang ang chalke madhu madira
Ang ang chalke o o o …
Ang ang chalke madhu madira
Chede chedwa madir nainwa
Chede chedwa madir nainwa
Jhoom jhoom dole re manwa
More ghar aaye sajanwa
More ghar aaye sajanwa

Mitwa…mitwa…
Mitwa…tu kaha
Bin meet mera dil suna
Bin preet mera dil suna
Bin meet mera dil suna
Bin preet mera dil suna
Re mitwa tu kaha tu kaha
More ghar aaye sajanwa
More ghar aaye sajanwa

Na koi humdam na humsafar
Na dilruba na koi dilbar
Na koi humdam na humsafar
Na dilruba na koi dilbar
Dhundh rahi hai meri nazar
Dhundh rahi hai meri nazar
Mil jaaye kahi koi
Mitwa…mitwa…mitwa…
More ghar aaye sajanwa
More ghar aaye sajanwa

Ho sapana dekhu har pal yahi
Apna mujhko keh de koi
Ho sapana dekhu har pal yahi
Apna mujhko keh de koi
Aaisa bhi din aaye kabhi
Aaisa bhi din aaye kabhi
Mil jaaye kahi koi
Mitwa…mitwa…mitwa…
More ghar aaye sajanwa
More ghar aaye sajanwa
Daal daal koohke koyaliya
Daal daal koohke koyaliya
Man mayur naachen aanganwa
More ghar aaye sajanwa
More ghar aaye sajanwa

Sajanwa
Aaja ghar aaja re mitwa
Aaja ghar aaja re mitwa.

More songs lyrics from Imaandaar.