Mit Nahi Sakta Lyrics

"Mit Nahi Sakta" lyrics from Sansar sung by talat mahmood and music directed by b.s. kalla, emani sankara sastry, m.d. parthasarathy and composed by b.s. kalla, emani sankara sastry, m.d. parthasarathy and lyrics written by pandit indra

Singer(s):
Lyricist(s):

Mit Nahi Sakta Lyrics


Mit nahi sakta kabhi
Likha hua takdir ka
Mit nahi sakta kabhi
Likha hua takdir ka
Bas nahi chalta yaha
Insan ki tadbir ka
Mit nahi sakta kabhi
Likha hua takdir ka

Kon hai jis par kabhi
Kali ghat chai nahi
Kon hai jis par kabhi
Kali ghat chai nahi
Ram or ghanshyam
Par bhi kya vipat aayi nahi
Ram or ghanshyam
Par bhi kya vipat aayi nahi
Yad hai ban ban
Bhatakna janki raghuvir ka
Mit nahi sakta
Kabhi likha hua takdir ka

Sukh kabhi or dukh kabhi
Sukh kabhi or dukh kabhi
Sansar ki ye reet hai
Sansar ki ye reet hai
Aaj jiski har hai to
Kal usi ki jeet hai
Dhup chaw ki rang
Hai sansar ki tasvir ka
Mit nahi sakta kabhi
Likha hua takdir ka
Bas nahi chalta yaha
Insan ki tadbir ka
Mit nahi sakta kabhi
Likha hua takdir ka.

More songs lyrics from Sansar.