Mil Gaye Dil Lyrics

"Mil Gaye Dil" lyrics from Agnee sung by alka yagnik and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Mil Gaye Dil Lyrics


Mil gaye dil ab to khulke mil zara
Mil gaye dil ab to khulke mil zara
Na ji na

Na ji na ye kam hain mushkil zara
Jan le le de de wapas dil zara
Naa ji na ye kam hain mushkil zara
Mil gaye dil ab to khulke mil zara
Na ji na ye kam hain mushkil zara

Hath mera chhod saiya
Sharm se main mar chali
Hath mera chhod saiya
Sharm se main mar chali
Tu hai koi tej kaata
Main badi najuk kali
Najuk kali main najuk kali
Ai kali ab phool banke khil zara
Na na na na

Na ji na ye kam hai mushkil zara
Mil gaye dil ab to khulke mil zara
Na ji na ye kam hai mushkil zara

Laut jau ya main barsu
Banke sawan ki jhadi
Laut jau ya main barsu
Banke sawan ki jhadi
Kya karu jau kaha main
Raste mein hoon khadi
Raste mein hoon khadi
Main hoon khadi
Badhke chhu le apni tu manzil zara
Na na na na

Na ji na ye kam hai mushkil zara
Mil gaye dil ab to khulke mil zara
Na ji na ye kam hai mushkil zara

Ek bas teri tamanna
Dil ke har arman mein
Ek bas teri tamanna
Dil ke har arman mein
Aa zara le jaye kashti
Pyar ke tufan mein
Tufan mein tufan mein
Chhod tufan ko dikha sahil zara
Na na na na

Na ji na ye kam hain mushkil zara
Jaan le le de de wapas dil zara
Naa ji na ye kam hain mushkil zara
Mil gaye dil ab to khulke mil zara
Na ji na ye kam hai mushkil zara.

More songs lyrics from Agnee.