Meri Zindagi Pe Na Muskura Lyrics

"Meri Zindagi Pe Na Muskura" lyrics from Anjuman: A Treasure Of Ghazals sung by mahima and music directed by som dutt and composed by som dutt and lyrics written by shakeel badayuni

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Meri Zindagi Pe Na Muskura Lyrics


Meri zindagi pe na muskura
Meri zindagi pe na muskura
Mujhe zindagi ka alam nahi
Jise tere ghum se ho vaasta
Jise tere ghum se ho vaasta
Woh fizaan bahaar se kam nahi
Meri zindagi pe na muskura

Wohi karwaa wohi raaste
Wohi manzile wohi mehale
Wohi karwaa…
Wohi karwaa wohi raaste
Wohi manzile wohi mehale
Magar apne apne mukaam par
Magar apne apne mukaam par
Kabhi tum nahi kabhi hum nahi
Meri zindagi pe na muskura

Main kapas mein bandh hoon baaghbaan
Mujhe kyaa garaz hain bahaar se
Bahaar se…
Main kapas mein bandh hoon baaghbaan
Mujhe kyaa garaz hain bahaar se
Na chaman hain apna na aashiyaan
Na chaman hain apna na aashiyaan
Jo fizaaen bhi aaye to ghum nahi
Meri zindagi pe na muskura

Na fanna meri na baka meri
Mujhe aye sakil na dhundiye
Na fanna meri na baka meri
Mujhe aye sakil na dhundiye
Main kisi ka husane khayaal hoon
Main kisi ka husane khayaal hoon
Mera kuchh wajood agam nahi
Meri zindagi pe na muskura
Mujhe zindagi ka alam nahi
Jise tere ghum se ho vaasta
Jise tere ghum se ho vaasta
Woh fizaan bahaar se kam nahi
Meri zindagi pe na muskura.

More songs lyrics from Anjuman: A Treasure Of Ghazals.