Meri Zindagi Mein Ajnabee Lyrics

"Meri Zindagi Mein Ajnabee" lyrics from Ajnabee sung by kumar sanu, sunidhi chauhan and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Meri Zindagi Mein Ajnabee Lyrics

Na chaand ka na taaron ka
Na phoolon ka na baharon ka
Na nazaron ka na isharon ka
Na apno ka na begaano ka
Meri zindagi mein ajnabee ka intezaar hai
Main kya karoon ajnabee se mujhe pyaar hai
Woh ajnabee jaana pehchaana
Sapno mein uka hai aana jaana
Aa ajnabee tere liye
Dil yeh mera bekaraar hai

Khushbon ki gali mein in hawaon ne dekha
Maine chehra uska dilkash fizaon mein dekha
Oh bekhayal karta hai
Oh bada deewana hai
In labon ka pyaasa hai
Dil ka aashiqana hai
Bekhayal karta hai
Oh bada deewana hai
In labon ka pyaasa hai
Dil ka aashiqana hai
Woh ajnabee jaana pehchaana
Sapno mein uka hai aana jaana
Aa ajnabee tere liye
Dil yeh mera bekaraar hai
Meri zindagi mein ajnabee ka intezaar hai
Main kya karoon ajnabee se mujhe pyaar hai

Ab to uske liye hi raat bhar jaagti hoon
Aye gadiyaan milan ki yeh dua maangti hoon
Oh jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai
Dhadkane yeh kehti hai chaar din ki doori hai
Jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai
Dhadkane yeh kehti hai chaar din ki doori hai
Woh ajnabee jaana pehchaana
Sapno mein uka hai aana jaana
Aa ajnabee tere liye
Dil yeh mera bekaraar hai
Meri zindagi mein ajnabee ka intezaar hai
Main kya karoon ajnabee se mujhe pyaar hai
Main kya karoon ajnabee se mujhe pyaar hai
Woh ajnabee jaana pehchaana
Sapno mein uka hai aana jaana
Aa ajnabee tere liye
Dil yeh mera bekaraar hai
Meri zindagi mein ajnabee ka intezaar hai
Main kya karoon ajnabee se mujhe pyaar hai.

More songs lyrics from Ajnabee.