Meri Zindagi Mein Lyrics

"Meri Zindagi Mein" lyrics from Elaan sung by gayatri ganjawala and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Meri Zindagi Mein Lyrics


Meri zindagi mein koi
Aanewaala hai aanewaala hai
Teri zindagi se koi jaanewaala
Hai jaanewaala hai
Dil ne mere kar diya kar
Diya elaan elaan elaan
Meri zindagi mein koi
Aanewaala hai aanewaala hai
Teri zindagi se koi
Jaanewaala hai jaanewaala hai
Dil ne mere kar diya kar
Diya elaan elaan elaan

Dil tera bachaale re
Mujhase dil chhupaa le re
Najre meri dhundein
Tujhe aa apna banaale re
Arsh se tutake jam sa gaya
Waqt jaise yahaan tham sa
Gaya dil ne mere kar diya
Kar diya elaan elaan elaan

Teri aankhon mein
Darr hai jaane kyun
Jine ki chaah mein
Marata hai kyun
Ho jaate kab kya haadsa
Harkate aisi karta hai kyun
Tu bhi chor hai main bhi chor hoon
Tu hai khaamosh main shor hoon
Dil ne mere kar diya kar
Diya elaan elaan elaan
Meri zindagi mein koi
Aanewaala hai aanewaala hai
Teri zindagi se koi
Jaanewaala hai jaanewaala hai
Dil ne mere kar diya
Kar diya elaan elaan elaan.

More songs lyrics from Elaan.