Meri Rato Ka Mahtab Tu Hai Lyrics

"Meri Rato Ka Mahtab Tu Hai" lyrics from Smuggler sung by lata mangeshkar, mohammed rafi and music directed by ganesh and composed by ganesh and lyrics written by asad bhopali

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Meri Rato Ka Mahtab Tu Hai Lyrics


Meri rato ka mahtab tu hai
Meri rato ka mahtab tu hai
Meri nind tu hai khwab tu hai
Aana tu hai mahbubi ya mahbubi
Ya mahbubi ya mahbubi
Ya mahbubi ya mahbubi
Meri rato ka mahtab tu hai
Meri nind tu hai khwab tu hai
Aana tu hai mahbubi ya mahbubi
Ya mahbubi ya mahbubi
Ya mahbubi ya mahbubi

Aankhe katil aankhe katil
Pathar ka dil pathar ka dil
Chehra hai masum
Mera hal kya hai
Tujhko ye kya malum
Aankhe katil aankhe katil
Pathar ka dil pathar ka dil
Chehra hai masum
Mera hal kya hai
Tujhko ye kya malum
Do ghadi paas aa sangdil
Kya kaha sun liya na
Aana tu hai mahbubi ya mahbubi
Ya mahbubi ya mahbubi
Ya mahbubi ya mahbubi

Ruhe roshan samne ho
Aur teri deed ho
Chand nikle ya na nikle
Roz meri eed ho
Sar mera jhuk gaya
Meharba sukariya sun liya aa
Aana tu hai mahbubi ya mahbubi
Ya mahbubi ya mahbubi
Ya mahbubi ya mahbubi

Is aalam me is aalam me
Is masti me is masti me
Dunia ko mast bhul
Dil ki rah me dilbar
Kuch kate hai kuch phul
Is aalam me is aalam me
Is masti me is masti me
Dunia ko mast bhul
Dil ki rah me dilbar

Kuch kate hai kuch phul
Aana tu hai mahbubi ya mahbubi
Ya mahbubi ya mahbubi
Ya mahbubi ya mahbubi
Meri rato ka mahtab tu hai
Meri nind tu hai khwab tu hai
Aana tu hai mahbubi ya mahbubi
Ya mahbubi ya mahbubi
Ya mahbubi ya mahbubi.

More songs lyrics from Smuggler.