Meri Nazaron Ne Bandha Lyrics
"Meri Nazaron Ne Bandha" lyrics from Khoobsurat Dhokha sung by asha bhosle and music directed by mohinder singh sarna and composed by mohinder singh sarna and lyrics written by anand bakshi
Meri Nazaron Ne Bandha Lyrics
Meri nazro ne bandha nishana
Dil bachana bachana bachana
Teer sine pe khake na jana
Bachana bachana bachana
Dil bachana bachana bachana
Saukh jalwe adaye hai baki
Aankh walo ne hi khair jhaki
Sauk jalwe adaye hai baki
Aankh walo ne hi khair jhaki
Jo na mane wo
Jo na mane wo hoga deewana
Dil bachana bachana bachana
Meri nazro ne bandha nishana
Dil bachana bachana bachana
Haye haye haye
Dil bachana bachana bachana
Hoye hoye
Milti hai aankho ko jab jubani
Hai isi umar ki dastane
Milti hai aankho ko jab jubani
Hai isi umar ki dastane
Yahi hota hai
Yahi hota hai najuk zamana
Dil bachana bachana bachana
Meri nazro ne bandha nishana
Dil bachana bachana bachana
Haye haye
More songs lyrics from Khoobsurat Dhokha.