Meri Jaan Mein Tujhpe Lyrics

"Meri Jaan Mein Tujhpe" lyrics from The Loves Of Runa Laila sung by runa laila and music directed by omkar prasad nayyar and composed by omkar prasad nayyar

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Meri Jaan Mein Tujhpe Lyrics


Meri jaan mein tujhpe fidda
De saja chahein jitani mujhe
Yaani laga jeene ka maza
Jaane jaa mill tu jo mujhe
Meri jaan mein tujhpe fidda

Ek ek teri ye addaa
Jaane mann tujhe kyaa patta
Ek ek teri ye addaa
Jaane mann tujhe kyaa patta
Are rashiya dil le liya
Leke mera dil deewana kiya
Haaye ghazab ho gaya
Meri jaan mein tujhpe fidda
De saja chahein jitani mujhe
Meri jaan mein tujhpe fidda

Meetha meetha dard jawaan
Le chala hain mujhko kahan
Meetha meetha dard jawaan
Le chala hain mujhko kahan
Chali re chali pyaar ki hawa
Kisne mujhe di hain sadda
Kissa ajab ho gaya
Meri jaan mein tujhpe fidda
De saja chahein jitani mujhe
Meri jaan mein tujhpe fidda

More songs lyrics from The Loves Of Runa Laila.