Meri Jaan Lyrics

"Meri Jaan" lyrics from Dastaan sung by ali haider

Singer(s):

Meri Jaan Lyrics


Tere paas mera dil hai
Mere pyaar ki nishani
Tujhey chaahun umr bhar main
Yuhn hi beete zindagani
Meri jaan meri jaan
Meri jaan meri jaan
Tere paas mera dil hai
Mere pyaar ki nishani
Tujhey chaahun umr bhar main
Yuhn hi beete zindagani
Meri jaan meri jaan
Meri jaan meri jaan

Chura liya hai mujhe
Khud se hi jaane kahan
Duniya ki nahin khabar
Kya manzil kya nishan
Deewangi se poocho
Deewangi mein kya hai
Dar dar ki dhokaron mein
Anjaana sa mazaa hai
Meri jaan meri jaan
Meri jaan meri jaan

Pyaar mein hum tum
Chalte rahein ruke na
Dekha hai jo sapna
Toote kabhi bhi na
Main mauj hoon tu saahil
Tu saans hai main dharkan
Tere bina adhoora hai
Mera pyasa jeevan
Meri jaan meri jaan
Meri jaan meri jaan
Meri jaan meri jaan
Meri jaan meri jaan
Meri jaan meri jaan
Meri jaan meri jaan.

More songs lyrics from Dastaan.