Meri Biwi Ka Jawab Nahin (Title) Lyrics

"Meri Biwi Ka Jawab Nahin (Title)" lyrics from Meri Biwi Ka Jawab Nahin sung by kavita krishnamurthy, kumar sanu and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Meri Biwi Ka Jawab Nahin (Title) Lyrics


Aisa to koi, aisa to koi aur duja ai janab nahi
O meri biwi ka jawab nahi
O meri biwi ka jawab nahi

Aisa to koi aur duja ai janab nahi
O mere miyaa ka jawab nahi

Aa tere sabnami galo ko chu lu
Jhulfo ke resmi baalo ko chu lu
Aa tere sabnami galo ko chu lu
Jhulfo ke resmi baalo ko chu lu

Chuna na muje teri niyat to kharab nahi
O meri biwi ka jawab nahi
O mere miyaa ka jawab nahi

Chaheki jawaani ke josh mai ho
Tum ho nase mai ya hos mai ho
Chadhti jawaani ke josh mai ho
Are tum ho nase mai ya hos mai ho

Are aisi nashili kisi botal mai saraab nahi
O mere miyaa ka jawab nahi
O meri biwi ka jawab nahi
O mere miyaa ka jawab nahi.

More songs lyrics from Meri Biwi Ka Jawab Nahin.