Mere Wajood Lyrics

"Mere Wajood" lyrics from Page 3 sung by adnan sami and music directed by shamir tandon and composed by shamir tandon and lyrics written by ajay jhingran, sandeep nath

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mere Wajood Lyrics


Dua ra ra ra
Mere wajud mein tu
Kaash yu utar jaaye
Mere wajud mein tu
Kaash yu utar jaaye
Main dekhun aaina
Main dekhun aaina
Aur tu mujhe nazar aaye
Mere wajud mein tu
Kaash yu utar jaaye
Main dekhun aaina
Main dekhun aaina
Aur tu mujhe nazar aaye
Mere wajud mein tu
Kaash yu utar jaaye

Tujhako hi sochu
Jab bhi main sochu
Tujhako ko hi puju
Tujhako hi chaahu
Tujhako hi sochu
Jab bhi main sochu
Tujhako ko hi puju
Tujhako hi chaahu
Honton pe chhaaye
Tu naghama banke
Honton pe chhaaye
Tu naghama banke
Jab bhi kabhi kuchh
Bhi gungunaon
Jab bhi kabhi kuchh
Bhi gungunaon teri hi
Baaho me teri hi
Baaho me bas
Zindagi gujar jaaye
Mere wajud mein tu
Kaash yu utar jaaye
Mere wajud mein tu
Kaash yu utar jaaye

Najaane tujhame
Kaisi kashish hai
Tujhse kabhi dil
Bartha nahi hai
Tujhse kabhi dil
Bartha nahi hai
Chhod ke tujhako
Pal bhar kabhi bhi
Chhod ke tujhako
Pal bhar kabhi bhi
Jaane ko mann
Kahi katha nahi hai
Jaane ko mann
Kahi katha nahi hai
Yeh kaash waqt abhi
Yeh kaash waqt abhi
Bas yahi tehar jaaye
Mere wajud mein tu
Kaash yu utar jaaye
Main dekhun aaina
Main dekhun aaina
Aur tu mujhe nazar aaye
Mere wajud mein tu
Kash yu utar jaaye
Mere wajud mein tu
Kash yu utar jaaye
Hmm mm ra ra
Yu utar jaaye.

More songs lyrics from Page 3.