Mere Bapu Se Lyrics

"Mere Bapu Se" lyrics from Matlabi Duniya sung by talat mahmood and music directed by bharat mehta, jayanti joshi, sushant banerjee, varma and composed by bharat mehta, jayanti joshi, sushant banerjee, varma and lyrics written by ramesh gupta

Singer(s):
Lyricist(s):

Mere Bapu Se Lyrics


Mere bapu se yeh kehna
Ki tumhara desh rota hai
Tumhari kalpanao ka
Yaha par khun hota hai
Mere bapu se yeh kehna

Watan ki tumne phulwari ko
Sicha khun se apne
Tumhari kalapanao ke
Adhure hai abhi sapne
Adhure hai abhi sapne
Tumhare kal ke satyug ka
Nahi abhash hota hai
Mere bapu se yeh kehna

Niyat insaan ki badli badhi
Irshya se barbadi
Sisak kar ro rahi dekho
Ahinsa aur abadi
Ahinsa aur abadi
Aniti nachti hai desh ka
Adar se sota hai
Mere bapu se yeh kehna

Pahan kar wastr ukhabi ke
Bane behrupiye neta
Ahinsa na miti to
Yaha har aasra leta
Yaha har aasra leta
Tumhare naam ka bapu
Yaha vyopar hota hai
Mere bapu se yeh kehna
Tumhara desh rota hai.

More songs lyrics from Matlabi Duniya.