Mere Balo Mein Sawan Ki Ghata Lyrics

"Mere Balo Mein Sawan Ki Ghata" lyrics from Shuk Rambha sung by geeta ghosh roy chowdhuri (geeta dutt) and music directed by prabodh chandra dey (manna dey) and composed by prabodh chandra dey (manna dey) and lyrics written by bharat vyas

Lyricist(s):
Music Director(s):

Mere Balo Mein Sawan Ki Ghata Lyrics


Mere balo mein sawan ki ghata
Aaha aaha
Mere balo mein sawan ki ghata
Mere galo par yowan ki chata
Yowan ki chata
Mai naw parbhat ki ujjawal arunayi hu
Mai rum jhum kar dwar tere aayi hu
Dwar tere aayi hu

Main ithlate madhuban ki balkhati ek kali hu
Main lahrate sagar ki lahro ke bich pali hu
Bijli ki chamak taro ki damak
Bijli ki chamak taro ki damak
Phul ki mahakti kyari hu
Main naw parbhat ki ujjawal arunayi hu
Main rum jhum kar dwar tere aayi hu
Dwar tere aayi hu.

More songs lyrics from Shuk Rambha.